urdupoetree/Jab-Raat-Kee-Tanhai
Jb Raat Kee Tanhai Dil Ban K Dharkti Hai Yaadon K Dareechon Mein Chlman C Sarakti hai Lubaan Men Chingari Jaise Koi Rakh Jaye Youn Yaad Tery Shab Barr Seeney mein Sulaggti Hai Youn Piyar Nahin Chhupta, Palkon Ke Jhukane Se Aankhon Ke Lifafon Mein Tehreer Chamkti Hia Khushrang Parindon Ke Lout Aane Ke Din Aaye Bicharey Hue milte Hian, jb barf pighalti Hia Shuhrrat Kee Bulandi B Pall Bhar Ka Tamasha Hai Jis Dall Pe Baithey Ho, wo Toot B Sakti Hai Bashir Badar